12th Arts after career option, list of career options in arts stream, career options after 12th arts stream students Hindi Jankari. 12th class ke Student Ke Liye Sabse jyada Pareshani tab Hoti Hai jab life Me Career Select Karna Hota Hai. Kuchh Decision Aapki Life Change Kar dete Hai. career ka Faisala aapke Pure Life Ko Effective hai. aapne 12 vi kaksha pass kar li hai. ab aapko career option select karke Achhi Naukari Chahiye ya job bhi aisi chahiye jo jyada Salary Deti ho. Aapne 12th arts Pass kar Liya Hai to ab aap Soch Rahe Honge Ki 12th arts ke bad kya Kare ? kaisa Career Select kare ? kaun sa Courses Select Kare ? collages kya Pasand Kare ? Aapko Is Article Me 12th Arts stream ke Bad Kuchh Latest _ Popular Courses Ki Jankari Di Hai. ” list of career options in arts stream ” aapko Best Career Choose Karne Me Help Karega.
vaise To Kai Student Hote Hai jo 10 vi ki Exam Pass Kar Lene Ke Bad Hi soch Lete Hai ki Hame 12 Arts Ke Bad kya Karna Hai. aur Isake amit Subject – stream – Group Select Kar Lete Hai. but aap Abhi Soch Rahe Hai ki mai 12th arts ke bad Kya Karu ? 12th arts Ke Bad Bhi Best Career Ke option aur Courses – collages Available Hai. ye Aapko Best Job De Sakte Hai. jyadatar Student 12 arts Ke bad B.A B.COM me jate Hai. but Isake Alava bhi Aapke Liye Yahan after 12th arts Best career options Diye Hai. Sabhi Student Boy aur Girls ke Liye Hai.
12th Arts ke bad Kya Kare ?
Top 20 courses List to do after 12th Arts
- B.A.– stands for Bachelor of Arts.
Course duration is 3 years. The best thing about this course is that so many B.A. specialization courses are available to choose from. A general set of common B.A. subjects are present, in addition to which specialization subjects are also present. Some specialization areas are- B.A. Psychology, B.A. History, B.A. Archaeology, B.A. Economics, B.A. Journalism and Mass Communication, B.A. English, B.A. Hindi, B.A. Malayalam, B.A. in other languages (state wise), B.A. Sociology, B.A. Politics, B.A. Geography, B.A. Indian Culture, B.A. Social Work etc.
Ye Bhi Padhe : 12th science Pass Karne ke Bad Kya Kare ?
- B.B.A.– stands for Bachelor of Business Administration. Course duration is 3 years.
- B.M.S.– stands for Bachelor of Management Science. Course duration is 3 years.
- B.F.A.– stands for Bachelor of Fine arts. Course duration is 3 years.
- B.H.M.– stands for Bachelor of Hotel Management. Course duration is 3 years.
- B.E.M.– stands for Bachelor of Event Management. Course duration is 3-4 years.
- Integrated Law course– B.A.+L.L.B. Course duration is 5 years.
- B.J.M.– stands for Bachelor of Journalism and Mass Communications. Course duration is 2-3 years.
- B.F.D.– stands for Bachelor of Fashion Designing. Course duration is 4 years.
- B.El.Ed.– stands for Bachelor of Elementary Education. Course duration is 4 years.
- B.P.Ed.– stands for Bachelor of Physical Education. Course duration is 1 year.
- D.El.Ed.– stands for Diploma in Elementary Education. Course duration is 3 years.
- B.SW.– stands for Bachelor of Social Work. Course duration is 3 years.
- Animation and Multimedia course. Course duration differs, but is generally between 1-3 years.
- B.RM.– stands for Bachelor of Retail Management. Course duration is 3 years.
- Aviation courses (Cabin Crew). Course duration is generally between 1-3 years.
- B.B.S.– stands for Bachelor of Business Studies. Course duration is 3 years.
- B.T.T.M.– stands for Bachelor of Travel and Tourism Management. Course duration is 3-4 years.
- 12th arts ke bad bad ye Sabhi Courses Popular hai.
Diploma Courses After 12th Arts Stream
12th arts ke bad Is Bat ko Lekar Kai Saval Hote Hai ki Arts Ke Bad Bhi Diploma Courses Kiye Jate Hai Ya Nahi ? After 12 Science Ke Bad Kai Courses hai Is Tarah Arts Study Karne Ke Bad Diploma Courses aap Kar Sakte Hai.
Useful : Yaad Shakti Kaise Badhaye ? Hindi Tarike
- Diploma in 3D Animation Expert
- 3D Animation Diploma
- Diploma in Fashion Designing
- Event Management Diploma
- Diploma in Interior Designing
- Diploma Drametaijeshn
- Some diploma holders
- Diploma in Digital Animation (Diploma in VFX and animation)
- Diploma in Multimedia
Hobby course after 12th arts stream
Sabhi Student Ko Koi Na Koi Hobby Me interest Hota Hai. Isame Bhi Aap Career Bana Sakte Hai. Isame Aapka Pasadida Hobby Bhi enjoy Kar Payenge sath Me achhi Kamai Bhi Kar Payrnge. Agar Aapko Kisi Hobby Me Interest Hai to Ye 12th arts ke bad ke Courses Hai.
Result : GSEB HSC Exam Result Kaise Check Kare ?
- Law (Law)
- Music Field
- Hair Style
- Beauty Culture
- Video Production
- radio jockey
- Fashion Communication
- Wildlife Photography
Government And Private Jobs
Agar Aap 12th Pass karne Ke bad koi Government Job Karna Chahte Hai. to Aapke Liye Best Career Option Hai. agar Aap 12th arts ke bad Government Job Ke Bina Bhi Private Jobs karna Chahte Hai to yahan Bataye sector’s – Fild Ko Select Kar sakte Hai.
Useful All Student : Exam Ki taiyari Kaise Kare ? Top 10 Study Tips
- Merchant Navy
- Police Force
- Indian railway jobs
- Freelance jobs
- Animators and Graphic Design Artists
- journalism
- Loire
- Professor
Career guidance ebook Hindi After 12th Arts PDf free Download
agar Aap 12th arts ke bad ke courses ki details me information chahte hai to yahan aapke Liye gujarati hindi aur english career guidance book Free Pdf Version Download kar sakte Hai.
- career guidance after 10 th – 12th arts pdf book English
- Onlone Career Guidance book 2017 After 12th Pass Gujarati
- Career Guidance Book Hindi After 12th Arts Pass
Extra Inning :
Student Aapko Yahan 12th arts ke bad ho sake Aur Sabse popular Courses Ki Jankari Di hai. Aap Apane exam Result Ke Aadhar se koi Bhi Select Kar sakte Hai. Aapko PDF Book Di Hai Isame se Bhi Aap select Kar sakte hai.
Aapko ye Article ” 12th Arts ke bad kya kare ” Kaisa Laga ? Jarur Bataye. aur Koi Saval Hai To Comment Me Bhi Jarur bataye.
Daily Updates Reading Karne Ke Liye HindiHelpGuru FB Page Ko Like Kare.
ye Article Social Site ( facebook, whatsapp ) pe Bhi Share kare.
This is really oblige us. .
So like a hindi help guru.
that is very educative for me and you
animatio and graphic disining artist
Kon kon se course kar sakta hoon please reply sir
Article me 12th Arts Ke Bad sabhi Courses Bataye Hai. jo aapko Pasand Hai wo Kare.
sir bank main nokri ke liye kitna percentage hona chahiye
Ye Padhe : Bank Job – Exam Ki Jankari
Sir mughe after 10th polytechnic karna chahiye ya 11th and 12th
12th ke baad.
Sir mujhe ye ni samjh a raha main +2 arts ke baad kya karoo main railway mein ya bank mein noukri karna chahta hoon pls btaye ye kaise karoo ke seedha railway mein jaoo kya koi testdoon
railway mein ya bank mein job pane ke liye graduation, Ba. bed Kar le. railway aur Banking field me bgad me exam liye jate hai.
Sir hum hindi hons se kya kya kar sakte hai
Article Me Padho, Shuruat me Bataya Hai.
Sir me software engineer banana chahta hu lekin me 12th PCB se paas kiya he kya me 12th privet pcm se de sakta please reply sir
Aap Apane area Ke Kisi Private Colleges Ka Contact Karo.
Sir me gis mapping karta hu es ke liya kon sa sub shi hoga
Sorry Isake Bare Me sure Muje Abhi Pata Nahi Hai.
12 th arts ke bad me kya course kre sir smj me nhi aata h please help me…………..
Ye Padhe : 12th Arts Ke Bad Career Kaise Select Kare ?
sir maine 2 art se kiya h lekin me business field’s me caurse krna chahti hu. isliye me b.com krna chahti hu. kya 2 art se krne ke bad b.com kr sakti hu. please sir reply me soon.
12th Arts Ke bad Aap B.com Nahi Kar sakti hai.
lekin sir me computer line me business acountant me job krna chahti hu aur mera interest bhi h isime plz sir reply
To Aap BBA Kar Lijiye.. Sabse Best Option Hai, business acountant banane ke liye.
sir BBA me kon kon se subjects hote h jo me choice kr sakti hu plz sir gives me reply
BBA Subject List
Bachelor of Business Administration Subjects
Principles of Management
Business Mathematics and Statistics
Business Economics
Introduction to Operations Research
Financial and Management Accounting
Production and Material Management
Personnel Management and Industrial Relations
Marketing Management
Business Data Processing
Business Laws
sir inme se konse subjects perfect honge mere liye jo mujhe business me help krenge aur sir CA bnne ke liye aage kya kya krna chahiye mujje
Bussion Ke Liye Aap Commerce Me Ja Sakate Hai. isame Jyada option Milege.
sir travel management course me kitna time lagta hei or fees normal
sir 12th karne ke bad kon si course karna chahiy
Article Me Bataya Hai 12th arts karne Ke Bad Kya Kare.
aur Ye Padhe :
12th Commerce Ke Bad kya Kare ?
12th Science Ke Bad Kya Kare ?
Sir B.A. KRNE KE BAAD SABSE BEST JOB KOUN SA HOGA AUR ISKE LIYE KOUN SI EXAM FIGHT KRNI HOGI….
BA Ke bad Aap B.ed kar sakte Hai. competitive exam Deke Koi bhi Job Pa Sakte Hai.
sir ji BA ke baad kon kon si competition ki tyyari kr skte h
BA Ke Bad Aap Bank, Polish, Post, railway, is Tarah Kai Exam Ki Taiyari Kar sakte Hai.
Sir ji me Dashrath kumar arts karne ke baad me kya karu sir ji please solution dijiye sir ji
Aapko Yahan Kuchh Courses Diye Hai . Isame Se Koi select Kare. jo aapke hisab se Better hai.
Sir, law karne ka erada hai law karne ka last persent kitna chahiye addmission ke liye plg reaply sir sabse neeche ka kitna mangte hai
ye to admission ke time malum hota hai. but 45 – 50 % + to Jarur Hona Chahiye.
Muje 12th me 60.30℅ he sir me ky Karu muje Kuch samjra nhi he sir
Aapko BEIED – Deied ya Fir B.A Ke Liye Apply Karna Chahiye.
Merchant Navy kar sakta hu me Sierra…
Navy nhi kar sakta me sir
Sir muje actor bnna he to me Kya karu ab 12th to katli
71% he
Aap Apane Sity Me Koi Drama Classic aur Courses Join Kar Lo.
hell sir app muge bdaye please
muge bank manager ki nokri karni he kar. skta hu kya me artsse hu
12th Ke Bad graduation Karo. aur Bank exam Ki taiyari karo.
Sir mera 10th 5.6 CGPA aaya hai ab mai kya kru
12th me Admission Lelo.
Sir mai koi bhi achi si nokri krna chabta hu 20000 25000 tak ki or mena ats 12 ki ha mai kya kru iska bad jo mujha nokri mil jaya
Only 12th Ke Bad Koi Best Job Aapko Nahi Mil Sakti. aap 12th Ke Bad graduation Kar lo.
Mere 12 science side me 62%hai, sir mujhe graduation me kya krna chahiye.
graduation With English.
hello bhai ek our swal. mene to 12 pass karli he our ab me 1st year me pdai kar rha hu kya me 2nd v 3rd year ki pdai puri karuga.uske bad me bank job ke exam dekar bank manager ki job kar skta hu kya apka aswer yes he to mere 1st year me konsa subject lena pdega please btana jrur.dekhana bhai me es exam ki puri mehnat se karuga our me us par pura dhyan dekr pdai karuga
please app mere swalo ke jwab dena mat bhul jana me ARTS catagry se hu.and post karne v jankari dene ke liye thank you so much.age bhi sabki help karte rho
mere 10=86℅ ,11=65℅,12=52%(sabse bekar)
12th ke Bad Aap Kya kar Rahe Hai aur kya Subject Hai ye to Aapne Bataya Nahi Hai. But graduation ke bad Aap Bank PO exam Ki Taiyari Kare.
Sir maine abhi 12th ki hai art side se …Mere 74% aaye hai .But mujhe samjh nhi aa rha ki mai ab aghe kya karu , sir plzz help me…..
ye Padhe : Best Career Courses Kaise Select Kare ?
Sir main B.T.T.M krna chahte hun ye kaisi field h
Best Option To Nahi Kah Jayega But Job Mil Jata hai. Private and Government.
Sir mai 12th Aarts se kar rha hu kya ma bank manager,clerk ya po bun sakta hu
yes, Isake Liye 12th Ke Bad Ya graduation ke Bad Exam Ki Taiyari kare.
Sir graduation hona jaroori h ya fir 12th se kaam chal chayega bank manager banne me liye.
bank manager graduation jaruri Hai. 12th ke bad Banking ke aur Post bhi hote hai.
Hello sir my name is:Mohd juned,
Sir mene isi season 12th class arts qualified ki h,with 64.6 percent,sir me Urdu teacher banna chahta hu,to mujhe kiya kiya karna hoga please.
TYBA karo. Bed karo. graduation Ka Language Subject Urdu Rakho.
12th arts se kiye hai to nokari ke liye kya kare please bataye
kaun ki Job Chahiye Wo Nahi Bataya Hai. But graduation karo. bad me koi Nokari ke liye Apply Kar Skate ahi ya Fir Exam De Sakate Hai. Isase Jyada Option Milenge.
sr m ek arts student hu myny 2, pas kr li h myra jyada intrst histry m h____me ek history ka techr bnna chata hu or usmy M.A krna chata hu m kya karu plez help me sr
Badhiya Soch Hai. histor Teacher Bhi Ban Skate Hai. But % Jyada Lane Padenge. competition jyada hai.
Me 12th arts se ki hun….ab mjhe graduate hona h bt ye smjh nhi aa rha ki honours paper kya rkhun???sociology.english. or urdu me accha marks h, plz mjhe guide kijiye ki mai kya honours rkhun
First choice English, 2nd – sociology. Career – Job Ke Liye Best Rahega.
Sir maine 12th arts se pass kr li hai ab mai police post me jana chahta hu
Ok.. Ab Aap Graduation Kare. Bad Me physical test aur Exam Ki taiyari kare.
Sir 11th me kaun sa stream lu mai jo achha rhe ,ha but maths me mera interest nhi hai
to Fir Aap PCB Le Sakate Hai.
Sir Maine 11mai arts liya h nd Mai 12ke bd banking ki taiyari Karna chahti hu tho kya Mai kr skte hu 12arts ke bd banking ki taiyari plzzz reply
12th ke bad BA kare. Bad Me Banking Job ki taiyari kare. Jyada career Option Milenge.
Sir m.a k bad net ka test krne k bad Kitni scolerships deti h goveement
आप जो भी college- courses karo isaki study fees deti hai.
sir plz muje bhi bataiye Ki arts lene ke baad mujhe kya karna chahiye jisse age chal kar mujhe achi salaries mile
Aapko Article me sabhi Option bataye hai. please read kar lijiye.
Mai 12 pass hu muja painting ka soke hai muja konsa course krna chaye plz help me help guru
Aap Art teacher Diploma ya Fir Fine Arts ka Courses karo.
Agar mujhe class 11th mai arts milti hai to kya mujhe class 12th mai commarce with math mil sakti hai sir plz help.kya aisa ho sakta hai????
Aap Bhich Me Stream Change Nahi Kar sakte.
sir mai 12th art class se reading kiya hoo to mai marchant nevy me jana chahta hoo to iske liye mujhe kya karna hai aur kab kab iska salection hota hai please jaankari de dhanywaad
marchant nevy ke liye May month me entrance exam liya jata hai. agar aap pass ho jate hai to aapko Selection ke liye physical test, Psychometric test, Group discussion and personal Test Dena Padta Hai. agr aap In Sabhi rounds me Pass ho jate hai to marchant nevy me admission mil jata hai.
Mere pass arts h usme
Hindi
Political
History
English
Home science h mujhe merchant navy m jana h kya m kr skti hu
मर्चेंट नेवी में 10वीं पास से लेकर बीटेक डिग्रीधारी तक की भर्तियां होती हैं। इसमें पद के हिसाब से योग्यताएं अलग-अलग हैं। इस क्षेत्र में जाने के लिए आयु 16 से 25 वर्ष के बीच होनी चाहिए। अगर आप नेविगेशनल या इंजीनियरिंग फील्ड में जाना चाहते हैं, तो नॉटिकल साइंस, मरीन इंजीनियरिंग या मैकेनिकल इंजीनियरिंग का कोर्स करना जरूरी होता है। ऐसे कोर्सेज में फिजिक्स, केमिस्ट्री व मैथ्स से 12वीं पास विद्यार्थी प्रवेश पा सकते हैं। नॉटिकल साइंस तीन तथा मरीन इंजीनियरिंग चार वर्ष की अवधि का कोर्स है। यदि आप 10वीं पास करने के बाद मर्चेंट नेवी में करियर बनाने के इच्छुक हैं, तो प्री-सी ट्रेनिंग फॉर पर्सोनेल, डेक रेटिंग, इंजन रेटिंग, सलून रेटिंग जैसे डिप्लोमा कोर्स कर सकते हैं।
Sir main 11th me ad abhi liya hai aur usme maths ka option Nhi hai main banking ka job large sakti hoon.please.tell me
Yes, agar available hai to use kar sakte.
sir 12th art class ke sabhi subject ko kaise reading karte hai kuch tips bata sakte hai please
Ye Padhe : Study preparation tips in hindi
sir ye upsc kya hai isme jane ke liye kya karna padta hai aap kuch help kar sakte hai please aur upsc & cgpsc ye dono alag hai kya sir
UPSC aur GPSC Dono Best Job ( Class 1 -2 officer ) provide karte Hai. But Dono ke Exam Hard hote hai. 2-3 Year taiyari karne ke Bad 100 Me se 10% log Select Ho pate hai. mai Bad Me aapko UPSC – GPSC All Information Hindi Me Provide karynga.
Sir math (H) part -2 main padra raha hu .mujhe general competition me jayada interest hai mujhe samajh nahi aaraha hai ki main kis taiyari karu
Ye Padhe : Competitive Exam Ki Taiyari kaise kare.
sir ji ek kanfyusan hai agar mai ias ke liye form apply karunga to eska exam mujhe kaha dena pad sakta hai mai cg ka rahne wala hoo aur raajdhani raipur hai jila janjgir champa cg hai iske baare me kuch bata sakte hai to please bataye sir dhanywaad
Jab Aap Kisi Courses Ke Liye Apply Karte Hai to Isake Notification Me sab kuchh Bata Diya Hota Hai.
12 arts se karne ke bad teacher ke sarkari job karne ke liye kaun si pardhi karna accha hoga main subject English ke sath koi nai degree hai to please bataiye
12th ke bad Diploma in Elimentry Education me admission le sakti hai. ya fir graduation ( with English ) kar le. TAT – TET Ki Exam Pass kar Le.
sir mai 12arts subjects se pass ki hu or mai apna career news provider k rup me banana chahti hu .sir mai news reader banana chahti hun
iske liye mujhe kya karna hoga?
Sabse pahle Graduation kar Le. Bad Me aap journalism – mass communication courses kar le.
Hlo sir namaste sir me arts subjects ha so sir very confused kiya Karu 12th complete hui ha
Agar English Subject hai to Languge Me BA Kar Le. ya Fir DEIED ya Fir BEIED kar le.
Sir mai geography honrs hu mai kya karu please bataoge kya sir please……
Hello sir, mai actor ban”na chahti huo….12 baad mujhe kya course karna chahie?
drama classes, Colleges aur Courses Joine Kar lo.
Hello sir Maine 12 pass kya hi 64% ab Maine 10 ke Bess par iti me admission lya hi mujhe graduates kaise karna padenga mujhe jaldi naukri ke lye???
ITI Se Jalsi Government job nahi Milti hai. Aap private job kar sakte hai. Graduation karle to Option jyada milenge.
Sir B. Com karne ke baad I. A. S ki padhai kr sakte hain
Yes, Kar sakte hai. Sath Me M.com Ki Kar Lo.
Graduation Kise kare mai sarfaraz
12th Arts, Commerce aur Science Ke Bad Sabhi Universities me Graduation ka Courses Hota Hai, Abhi Admission Bhi Mil raha Hai. 3 Year ka Courses Hai.
Sir,
Mera 12 arts me 63%marks aye hai or mujhe or mujhe mechanical engineering ka caurse karna hai.ap mujhe bataye ki me kya karu.
Ye Padhe : Engineering Courses Ki Jankari
Mai BA private krrna cahata hu kya ye Sahi hai ya Galat … .?
Aaap kyu Private se Karna Chahte Hai. ?agar aap Abhi aur Kuchh Kam Kar Rahe Hai to No Problem kar Sakte hai.
Sir mai iti konse trade me jaldi naukri milti hi?
Computer Related Courses Me Aapko Job Mil Jati hai ya Fir Aap Koi Private Job bhi Kar Sakte hai.
Hello sir.. i have done 12th arts ..
Ab sir.. civil engineering best rhega ya hotel management plzz suggest me….
Dekhiye Civil Engineering Aur hotel management Dono me Job Ke option Kam Rahte Hai. lekin apane family se koi is Failed me hai to aapko Job Jaldi Mil Sakati hai. Agar Aap hotel management me Best Performance Karenge to Badhiya Job Milegi.
Hallo sir mai PCM seinter kar chuka hu aur ssc ki tayari kar hu aur mai B.A.me admission lena chahta hu mujhe samjh nahi aa raha ki kaun sa subject salect karu
BA Me aap Match – Science le sakte hai.
Hello sir B.A (pass) course ka bad kya karu?
Ab MA Ya fir Bed Kar Lo.
Abhi ham ba part 1 ka students hu or avi ham madical line may kam kar raha hu ab ha may kaya karna hoga
Hammy PhD karna ha
Plese helpe me
graduation ke bad Bed, ya fir MA karo. bad me kisi colleges se Contact karo. jo PhD karvati ho.
Sir mne +2 arts me pass ki h abi aur mre marks 49% h,aur muje kush bhi smjh me nhi aa rha abi ki muje konse rste jna chahiye,sr agr me forn cuntry jna chahu to muje kya krna chahiye,kyuki wha forn me mere family members already h but muje kaisi study krni chahiye aur wha jakr kya kr skta hu,aur yh bhi btayie ki BBA cours kya me kr skta hu,kyuki me Hindi medium hu,ya fr ba thk rhegi mre liye,I don’t know sr,plz kya ap help kr skte ho mri Kush ,apke hisab se kya thk rhega mre liy
mai to kahunga ki Aap Apane Family Ke Pass Jake ( other Country ) me Koi Courses kar Le. ye Badhiya Rahega. Aap BBA kar sakate hai. ( agar Admission Mil jaye to)
sir mujhe marchant nevy ke bare me full details bataye pleas ho sake to aap apna numbar de dijiye aapko call karke details le lunga dhanyawaad
Facebook Par Contact Kare.
Kya 12th art pass ke bad d.pharmacy kar sakte hai please give me answer
Nahi Kar sakate hai. Ye Science Ke student ke liye hai.
sir 12th class ka date shit kab tak aa sakta hai
sir mere 12 Arts me 78 % he ab muje ak achi job ke liye kya kerena.hoga
agar aap Achhi Tarah se Padhai karate hai to Job To Mil Jata hai. Article Me Bataye Option Mese Koi Badhiya Option Select Kar do. courses ke Bad Job Ke Bare me socho.
Sir me polish banna chahta hu main kon sa course kar sakta hu
graduation kare bad me exam ki tiyari kare.
Sir, main IPS banna chahta hu. Mera qualification.12 th pass.. Ob mein kya karu
Ab Aap Graduation Kare. Sath Me Exam Ki Taiyari kare.
sir mujhe 2 mein 80 percentage hai
mai kya kru.
kya mai computr programing kr sakta hu plz reply
BBA ya FIR BA Kar sakate Hai Ya Fir Koi Diploma Courses Kare.
Sir mei 12 pass hu uske bad kya karu
Sir Maine 12th art pass ki hai or mujhe singer banne ka shock hai
Aap bataiye iske liye m kya karoo
Kon Si study karoo
Kaha jau….???!
Plezzzz reply me
Diploma in music is around two years.
B.A (Music) is around three years.
M.A (Music) is around two years.
sir me abhi arts first year me hoon aur mene English subject nahi rakha hai kiya mujhe koi bhi sarkari noukri mil sakta hai please reply me sir
Yes, Mil Sakati Hai Job. bed karke tearcher Ban Sakate Hai.
Sir 12th arts ke baad polish ki job mil sakti hai?
Yes Mil Sakati Hai. Exam Dena Padta Hai.
sir mai 1st year me hu arts se
hindi. 150
English 50
history 100
sociology 100
music. 100
es se sir mai police force ka koi v job le sakta hu. please help me sir
police Job Ke Liye Special Exam Hota Hai Isame Aapko Jyada % Ki Jarurat Hoti Hai.
es me kitna % ke jarurat parti hai sir
courses ke merit par depends hota hai.
sir Mai 12th science bio se kiya hu bataiye Mai ab kya karu plise Sir reply
Aap Ye Article Padhe : 12th Biology ke Bad Kya Kare ?
Sir me b.a. final year kar raha hu muje bank manager banane ke liye konsa course karna padega or bank manager banne ke liye vacancy ka waiting karna padega ya ise bhi mil sakti hi Reply please sir
12th BA Ke Baad Bank Job Pane Ke Liye Aapko Bank Exam Dena Padega. Isaki Puri Jankari Ke Liye : click : Bank Exam Details In Hindi
Sir Ji 12th ke bad agar me pilot banna chahu to kya ye possible hai please bataye
Aap Ye Post Padhe : 12th ke bad Pilot kaise bane
Sir Maine 12 Ker liya hai mujhe pilet Banna hai uske liya kya course karna padhega detail me bataeye or humane art side as 12 pass kiya h
Ye Padhe : 12th ke baad pilot kaise bane ?
Sir mai 12th art side ka student hoo
Sir kya mujhe 12th ke bad sarkari job mil sakti hai
Agar mil sakti hai to wo kon so job ho sakti hai
Please sir ji mujhe reply karke sari job ki
Detail di jiye sir
12th arts ke baad bhi government jom mil sakati hai. aapko sabhi courses ki jankari article me di hai.
mene political hon.liya hai 2nd year complt nhi ho rha h..kya kre….kis trh se exam de…..
yes, de sakte hai.
Sir, +2Arts +maths ke baad B.com kar sakte hai
Arts ke baad B.com nahi kar skate hai.
But sir mera friend to kar raha hai B.com .+2 arts + maths ke baad
aisa nahi hai,
Sir meri 1st ki English me back ha aur me wo paper 4 year se de raha hu muj du 5year me complet nahi hu to muj 1st year se dubara paper dena hoga ya sahi ha ya nahi
Aapko 1st year ke sabhi subject copulate karne padenge. nahi hua to fir se sabhi papers dene padenge.
Mera all paper complete ha but 1st year ki English raha gyi ha to muj 1 St se dubara dena parga
sirf English ka fir se exam de do. sabhi ka nahi.
Kya hum IAS ban sakte he isske lye kya karna hoga
Ye Padhe – IAS – IPS kaise bane ?
sir mujhe music ka shock hai lekin mere parents itna afford nhi kr skte hai …to plzz mujhe bataye ki mai apna carrier kaise choono yaki mera bhawishya accha ho plzzz sis reply me quick ly…….
Aap Ye Article padhe : best career kaise select kare
Sir main arts may sociology say hons kiy hai aagy kya kary plz bata
bed karne ke baad TET exam ki taiyari kare.
Sir Maine 12pcm se kiya hai or Ab mai b. A English m. A English Karna chanhta hu Kya mera phesla sahi hai nokri batanye
sabhi hai. bsc ke sath bed ho jayenge to badhiya career option mil sakte hai.
Arts stream se bba kr sakte he
BBA Commerce se hota hai..
Sir 12th art ke baad law kr skte h kya.Hindi medium me
yes, kar sakte hai.
Sir mai commerce se 12th pass hu
aur mai software engineering banana chahata hu to kya mai ban sakata hu
kon kon sa corce hai
nahi ban sakate , but koi private colleges se kar sakte hai.
Sir Kya main arts se 12th karne ke baad fir science se 12th kar sakte hai
yes, kar sakte hai but isake liye permission lena hota hai.
Sir Mein baare mein English mein fail ho gaya hoon aur Saman improvement ka form Diya improvement Mein Fail Ho Gaya Ishq UP mein kya Dobara improvement improvement was sakta Hoon English mein
yes, ho sakata hai.
sir , Me arts parke ITI kar sakta hu
Sir, please reply
yes, 12th pass karne ke baad ITI kar sakte hai.
Arts side sa 12th pass karna ka bad kya B.com ma addmission ho sakta hai
12th arts ke baad bcom me admission nahi mil sakta.
sir maine 10th ke baad 11th me arts liya hai aur main 12th ke baad apne carriar ke liye wildlife photography aur radio jocky me se koi ek salect karna chahta hu kya aap mujhe dono ke baare me bata sakte hai ki 12th ke baad in dono ke liye kya-kya karna padega …………
wildlife photography badhiya rahega. isame aapko jyada career option mil sakte hai.
Sir me 10th ka exam dia hu to 11 class me majhe science commers or arts lana chiya. Math, physic or chemistry me a66a nai hu. To majhe kinda lana chaiaa.
to fir aapko arts hi lena chahiye.
Sir me economics honors art se krna chahti hu
But economics honors krne pr koi option h kya
career ke liye option to milega but jyada mehnat karna padega.
air hostass ke liy aviTaion ka course ke bad job pkki h kya
kisi bhi course me aapka Perfomance badhiya hai to Job Mil hi jati hai.
Sar me +2 ke baad konsa subject le sakta ho
aapko aage karna kya hai ? isake hisab se Subject select kare.
sir b.a 2nd year may hu sociology honours say aagy b.a final honay kay baad kay karo
Aap Bed ya Fir MA kar sakte hai.
Sir ham 12th arts ka exam diye the jisme pol.science me back lg gya jo hm compatmental exam dekr nikal liye. ab mujhe B.A me addmision lena h to kon sa subject hmko milega collage me or hm kon sa subject le jise mujhe acha job mil sake hmko goverment me acha or high post me job krna hai BDO ka plz reply sir dijiye na.
Aapne ye nahi bataya hai ki aapko job kis type ka chahiye. fir bhi social since, language ka subject aap rakh sakte hai.