
Google Search Ka Result Aapke Blog Aur Website Ka Content , Site-Page Speed, Pageview,Webmaster Tools Settings, Article Quality Ke Adhar Se Hota Hai. Isake Bina Google Post jaldi index nahi karta. Search Me Aane Me 2-3 Day Lag Jate hai. Kabhi Kabhi To Isase Jyada Time Bhi Lag Jata Hai. Hame Nayi Post me traffic Nahi Milata. Agar Aapka Content instant Lana Chahte hai To unique Post Title And Word Hone Chahiye.
Agar Mai Bolu Ki Post Ko Publish Kiya Aur 1-5 Second Me Search Me Result Aa jayega, To Aap Manonge…? Yes, it Is Possible. Blog – Website Post Link Ko Jaldi Search Me Kaise Lane Ki Ek Killer Tips haiJo Mai batane Ja raha Hu. Ye New Nahi Hai, Lekin Sabhi Blogger Jante Nahi Hote Hai.
Agar Aap Apne Blog Ki Post Ko instantly – Teji se Search Me Lana Chahte Hai To hamara ye Article Pura Padhe.Step to Step Presses Kare. Aapko result Mil Jayega. Shart Sirf ye hai Ki Aapki Post Kisi Dusare Blog Se Copy Ki Nahi honi Chahiye. Google Webmaster Tools yani Search Console Me Aapka Account Hona Chahiye. Agar Nahi Hai To ye padhe.
:: Apne Blog-Website Ko Google Search Console Engine.
Blog Ko Search me kaise Laye ? :
Step : 1 :
1. Apne Google Search Console Me Login Kare , Open Kare.
2. Home/Deshboard Me se Apani Website ke name pe Click kare .
3. Crowl Pe Click karke..
4. Fetch As Google Pe Click Kare.
Step : 2 :
Ab Ek naya page Open Hoga. Isame Jis Post ke Url Ko Aap Jaldi Search Me lana Chahte hai Use Submt Karna Hai.
Aapki Post ka Url/Link Sabi Site Plateform Me Alag Alag Hoga
Example :
- http://www.hindihelpguru.com/2016/02/blog-domain-ko-www-ke-bina-open-kaise.html
- http://www.hindihelpguru.com/blog-domain-ko-www-ke-bina-open-kaise.html
- http://mirchifunmp3.com/category/688/%202016%20Special%20Mp3%20Songs.html
In Sabme conpalsary Ek hai Ki Sabse pahle Site ka Domain Name Aata Hai. Aapko Is Site Domain name Ke Piche ka Link Add Karna ha. Jo Hamne Red Color me Dikhaya Hai.
1. Link/URL dale. (Is post ka jo jaldi index karna hai.)
2. Fatch ki Button par click kare.
Step : 3 :
Ab naya Page Open Hoga. Isame aapne Jo Link Submit Ki hai Usaka url Dekhai Dega. Green Color Me Complit Likh Hua Hoga.
1. Submit To Index Pe Click Kare.
Step : 4 :
Ab Ek Popup Page Open Hoga.
1. Security ke Liye Box Hoto Click/tik kare.
2. Crawl only this URL Pe Click Kare.
3. Go Pe Click Kare.
Ab Aapaka Post Link Google Me Submit Ho Gaya hai. Aap Is tarah Se Per Month 500 Post Link Index Kar Sakate Hai.
Aap Is Prosses Ka Short Cut Lik Bhi Use Kar Sakate hai : https://www.google.com/webmasters/tools/submit-url?hl= Is Link Ko open Karke Bhi Aap Direct Link Submit Kar Sakenge. Aapne Subit Kiya Link Google Search Me Check Karke Dekhe.
Extra Strok : Agar Ham Post Title , Seo Friendly Sript And Design , Page Speed, unique Content, Visitor, Hard Work Ki Aur Dyan De To Ye Sab karna Hi Nahi Padta. Trick Ke Bina Bhi Google Search Me quickly Result De Sakata hai.
Friend kaisa Laga ye Article hame Cooment Me bataiyega. Aapke Friend Ko Share Kare, Usaki Bhi Help Kare De. Aur Ha.. Aate rahiyega, hamara Rista Nibhte rahiyega. Ham Aapki Help Karne Ko taiyar Hai..
Aachi jankari hai
Blogging tips aur visitors increase karne ke liye visit http://www.trickycenter.com
Bahut acchi jankari hai.
is site ke bareme kuch bataiye sir kya add karna hai mai adsense approved karna chahta hu.
suvas75.blogspot.com
aapka blog maine dekha. kuchh changeis kare. seo simple settings, logo etc. bad me adsense apply kab kare article padhe. muje lagta hai template bhi change karna chahiye
dear,
mera naam satish hai. maine apna url fetch google me dala redirected likh ker aa rara hai kya karu,
Satish bhaiya.. Aap muje facebook page pe screenshot bhejo aapke blog ka url bhejo
bhaiya mene aaz 2 url fetch kiye hai or submited Bhi ho gaye but sitemap me show nahi ho rahe hai or traffic bhu nahi aa raha hai google se bilkul bhi i am sad 🙁
Jandail ji, pahle aapka google console me account hona chahiye. aur jis email se console account banaya hai usi gmail id se log in hone ke bad , is tricks ko use karna hai. halaki aapki link google me dikhai de rahi hai. same url hone pe aapko first page pe nahi dikh raha hai.ok
search console me account hai sitemap bhi submit hai same id hai sab me but teaffic nahi aa raha hai kya karu bhaiya aap bata dijiya kya kami hai blog me or kaise thik karu please 🙁
Jandail, Aapki link Google me Aa rahi hai. but 1 st page pe nahi hai. kyuki aap ka post naya nahi hai. aisi post search me aur bhi hai. Aap Search tools me past week me dekhe.
ok thank bhaiya , ye bata dijiye ki blog me koi gadbad to nahi hai sub thik hai na and traffic kaise increase karu?
sab sahi hai…
Bhai mene ye sb kiya phir bhi search console m ni aaya kya kru plz btao
Pappu ji, aap post ko copy – paste kar rahe hai. aisa mat karo search engine bahot smart hai.
nice information
sir maine ek blog bnaya hai wo dekhle main bahit greeb hu..plzzz fayyazhindiinfo.blogspot.com kya kya kmi hai btaiye plzz
Aapne Abhi Blogging Ki Starting Ki Hai. Is Website Se Sabhi blog Related Article Padh Lijiye.
mai fetch karta hu to redirect likh ke aata hai kya karu ?
koi bhi url fetch nahi ho rahi hai ?
Shayad Aapne Https: blog Me lagaya Hai. aur Search Console Me Isake Bina Sbmit Kiya Hai. Check karo.