Blog Ke Liye Blogger ( Blogspot ) platform Sabase Easy Aur Simple Hai. koi bhi blogger pe 5 minutes me Blog Bana Sakta hai. Blogger Design ki bat kare to blogger me pahle se free template Provide Kiye hai. But, Blogger ke Simple template nahi Mobile friendly hote hai Aur nahi Seo Friendly hote hai. lekin blogger ke liye kai website free Aur premium Template Provide kar rahi hai. hame in Website se stylish blogger template free me Mil Jate hai.but iseme Template Credit Link add kiya hota hai.
free template denewali website Blog template ke sath credit link Deti hai. isake dvara template developer Apana Free promotion ( Advertising ) karte hai.
Template ki credit Link footer me dikhayi deti hai. Footer Se Blogger template Credit Link Remove karna mushkil ho sakta hai. Direct template Html Se ise remove karne pe blog koi aur website pe redirecting ho jata hai. mai aapko blog footer se credit Link remove karne ke tarike ( All Option ) Bata raha Hu.
Template Footer Credit Link Kya hota hai ?
- Also read : Blogger Template Change Kaise Kare ?
jab Bhi Aap kisi website se Free template File Ko Download karte hai aur Apane blog pe ye template lagate hai tab template Developer ka name , design karne wale ka name, Website ka Url ye sabhi blog template ke nichhe ( footer) Me Dikhai Dete hai. template JavaScript – Html – Css se Add kiya hota hai. isme Created By, design by, Powered by, Template Developed by etc. Likha hota hai. sath me isaki link bhi hoti hai. ise Template Credit Link kahte hai. Blogger Template Credit ka example Images yaha Dekh Sakte hai :

coding ke knowledge ke bina ise remove karna mushkil jarur hai. So ham credit link ko easily hide or remove kar sakte hai. Remove karne Pe blog kisi other website pe Redirecting ho jata hai. Means, koi bhi hamare blog ko open karga to kahi aur website pe chala jayega. is problem se bachane ke liye Blogger Template Credit Link ko remove karne ka without Redirecting way aapko bata rahe hai.
How To Remove Blogger Template Credit Link
Agar Aapne Soch Liya hai Ki Muje mere Blog Se footer credit link ko without Redirecting remove karna hai to aap bhi ye kar sakte hai. isake liye Aapko yaha bataye gaye sabhi step ko follow karne hai. ham aapko sabhi option bata rahe hai. aapko jo bhi pasand aaye ise follow kare. kyu ki Template Credit Link remove karne ka koi option working na ho to dusara bhi kam aayega.
blog Footer Credit Link remove kaise kare ?
Yaha Pe Aapke Liye 3 Option Diye hai. 1 option credit link ko remove karne ka hai. aur 2 option se aap credite link hide kar sakte hai.
option 1 : Template HTML Se Credit link Ko Remove Kare.
Blogger tempalte ke HTML code se Is Footer credit link ko aap hata sakte hai. nikal sakte hai. jo ki sabhi blog template me ye mumkin nahi hai. isase kai problem ho jate hai. Non-removable credit link ho to aap ise hata nahi sakte. blog Redirect ho jata hai.
fir bhi, kai blog template me se credit link ko hatne se koi effect nahi hta. koi problem nahi aati hai. isake liye aapko is code ko template me se find karna hai.
NOTE ; Aap blog Template ke HTML Code me kam Kar rahe hai, galti se bhi koi code nikal gaya to problrm ho sakti hai.
- Blogger Dashboard > template > Edit HTML me jaye.
- Ab code me click karke ctrl+f key press kare. search box open Hoga.
- blog ki credit link ke word ko search kare. example : Distributed By, Created by.

4. Aapko ye word Mil jaye to isako sabhi code copy kar le. kyuki ye tricks kam na kare to fir vahi jagah add karna hai.
5. credite word ke sath sabhi html code ko select karke remove kare.
6. template ko save kare. blog Open karke Check Kar lena. Save karne me ya Blog ko open karne me Koi Problem Aa rahi hai to copy code ko fir se add karke save kare. is tarah bhi Aapka Template Credit Link remove ho sakta hai.
Option 2 : Blog Credit Link Ko hide Kare
- ye bhi Padhe : Free Vs premium Blog template Me Kya fark hai ?
hide karne ka matlab hai ki link ko nikal dena hai hai, balki ise template me chhupana hai. template html code me to ye credit link rahegi hi, but blog pe dikhai nahi dengi.
- Blogger Dashboard > template > Edit HTML me jaye.
- Ab code me click karke ctrl+f key press kare. search box open Hoga.
- blog ki credit link ke word ko search kare. example : Blogger Designed by
- jab aapko template code me ye links mil jaye tam usake url me kuchh change karna hai.
- Aapko Template Credit Link ka Url dikhai dega. Example :
<a href=’http://www.weblogtemplates.net/’ title=’Blogger templates’>
6. Isame Aapko isake last me ye code add karna hai.
style=’visibility: hidden’
7. ab aapki credit link Is Tarah Dikhai degi.
<a href=’http://www.weblogtemplates.net/’ style=’visibility: hidden’ title=’Blogger templates’>

8. is tarah aap link me style=’visibility: hidden’ add karke template Ko save kare. blog ko open karke dekh le. tempalte credit Remove – Hide ho gayi hogi.
Note :
1. template save hone me ya blog open hone me koi promblem aata hai to samaj lene ki ye Non-removable credit link hai. Agar koi blog template me Non-removable credit link hogi to ye tricks bhi kam nahi karegi.
2. Template Credit Link hide – remove ho jaye aur isaka name – word ( Distributed By , Created by. etc.) Blog me dikhai denge. to template me se is credit link name ko remove kare.
3. sabhi blog me template credit link alag alag tarike se add hoti hai. aapko onli url link ke last me hi style=’visibility: hidden’ add karna hai.
Option 3 : add “display:non” and hide credit link
ye Option 3 same option 2 Hai. but aap credit link me style=’visibility: hidden’ ki jagah ye code bhi add kar sakte hai.
style=”display:none”
isake bad template Ko save kar lena. Blog Open karke check jarur kare. Is tarah ham hide or remove Powered by blogger ko bhi kar sakte hai.
Extra Suggestion :
- blog footer me Jo credit link Hota hai wo template developer ne apane template ko free promote karne ke liye dete hai.
- free template old version hota hai. isame aapko sabi latest future nahi Milte.
- Blog Template Credit Link Nikhal ke ham developer Ki Backlink Ko Nukshan kar rahe hai.
- blog me credit link rahe fir bhi hamara koi nukshan nahi hota hai.
- isake alava bhi extra codding karke ya hata ke koi bhi template se Credit link remove ya change kiya ja sakta hai.
- Template Credit Link remove karne se kabhi bhi blog open hona bandh ho sakta hai.
- in sabse bachne ke liye Premium Blog template Use karna behtar hai.
- Jyada Jankari ke liye ” HindiHelpguru ” ka Contact kare. Comment kare. Follow kare.
Nice Info About Removing Credit Links