Facebook Word ki Popular social media Website hai. Facebook Se Ham Apane Friends se Online Rah Sakte hai. Personal Information Share Karte hai. Isake Alava facebook Account Ka Use Business ya Koi product ka advertising karne ke liye kiya jata hai.
Agar Aap Blogger Hai to Blog – Website ko Free promote Karne Ke Liye facebook best Platform hai. isake liye Aapko Facebook page Chahiye. FB Page Pe jyada Like Bhi Chahiye. Jab Ham New blog Start Karte hai Tab facebook page Pe Like Nahi Hoti. ham Like Badhane ke Secret Tricks, tips search karte hai. Lekin Sab Fake Hote hai. Apane facebook Account me Jyada Friends Hote hai , but wo Like Nahi Karte hai.
Tab Aap Sochate hai ki Kya facebook profile ko facebook page Banaya Jata Hai ? Facebook Account ke Sabhi friends Ko Page pe Like kaise Karaye ? facebook friends ko FB Page Me convert kaise kare. Is post me mai aapko ye sab Tricks Hindi me de raha Hu. Isse aapke Sabhi facebook friends – Facebook followers Aapke Page ke Like kar denge.
Is tricks Me Aapki facebook profile ko facebook Page me Migrate – convert karna hai. ye koi new tricks nahi hai, but facebook ka officially announcement hai. facebook me 5000 friends ki limit hoti hai. ise jyada friends aap nahi bana pate hai. fb page banake aap unlimited friends ko page me add kar sakte hai. sath me aapka old facebook Account bhi chalta rahega.
- Also read : Facebook Page Like Kaise Badhaye ? top 10 tips
facebook Profile Se Fb page banane se kya convert Hoga ?
- Aapke all Friends / Follower Facebook Page me migrate ho jayenge.
- Aapka user name Fb page Ke user name Me point Ho jayega. Aap Ise Change bhi kar sakte hai.
- Aapka Name Hai wo FB Page ka Name ban Jayega.
- Aapki Profile Picture ( Photos ) page ki profile Images ban Jayegi.
- Aapka Cover photos Page Ka Cover photos Me add ho Jayega.
- Aapka photos Album Page pe transfer karne ka option Milega.
- Useful : Facebook Hack Kaise Kare : 8 tarike : Isase bachke Rahna
Facebook Account ko FB Page me Convert kare
facebook profile ko Convert karne ke Pahle Aapko Kuchh important kam Kar Lene chahiye. kyuki kab facebook policy me Kya badal Jaye kaha Nahi Jata.
- Friends Messages dekh le. delet karna hai to karle.
- Aapka koi Personal Data hai to Download kar le.
- facebook Profile ka name Change karna Chahte hai to Kar le.
- Aapne Page banaya hai to Admin Setup kar le.
- photos Albums Check Kare. personal Photos Download Kar le.
- ye bhi padhe : facebook Online Status Kaise hide kare .?
Convert Facebook Account to page Step by step
More Information to Migration : Click Here.
1 . Sabse pahle is Link ko Click kare : profile migration process
2. Ab naya page open hoga. Isame Get Started pe Click Kare.
3. Ab new page – Popup Page open Hoga. continue pe click kare. ( Isame likha hai Ki Aapne Naya page bana liya hai. )
4. New Page open Hoga . profile to page tools Dikhai Denge. Isme Aapko Jaruri Settings kar leni hai.
- Category : Aapke Page ke Liye Category Select Kare.
- Name : Page ka Name Sellect kare _ Change kare.
- Address : Aapka Address – Location likhe.
- phone Number : Aapka phone number Add Kare.
- Short Description : Aapke new page ke Bare me Do – char line Likhe.
- Useful : facebook like Box Blog Me kaise add Kare ?
5. profile to page tools Settings ho jane ke bad next pe Click Kare.
6. Facebook id ke Sabhi Friends ko Page me Kaise Add Kare ?
Ab naya Page Open Hoga. ” Choose Friends to Like Your Page ” Yahan aapko facebook account Se Page me Add karne Ke Liye friends Select karne hai. Aapko Kai Option Bhi Milenge. Lekin Aap All friends Ko select kare. taki Sabhi friends Page Me aa jaye.
- Ye bhi padhe : Whatsapp – facebook Page Se paise Kaise Kamaye ?
7. Next Pe Click Kare. Ab Aapko photo Albums Select kane Ke Liye Kaha Jayega. Aapko photos albums Dikhai de Isame Se Aap jo bhi page me Add Karna Chahte hai Ise Select Kare.
8. last Me finish Pe Click Kare. Aapka Page ready Ho Gaya hai. Ab Ek Sath Aapke Sabhi Friends ne page pe Like kar Diya hai. Enjoy your Fb Fun Page…!!!
- Useful To blogger : Blog – website ko Free promote kaise kare ?
Note This facebook policy
- Aap Keval Ek Hi Bar facebook Account ko facebook Page me Convert kar sakte hai.
- Ab Aapke Paas Page Aur facebook profile Dono Honge. Dono Use Kar Sakte hai.
- 14 Din tak Aap Facebook page me ” profile to page tools ” me Kuchh Changes karna Chahe to kar Sakte hai.
- Aapke jis photos Album page me add kiya hai vo sabhi Photos Sab Dikh Sakte hai. koi Personal photos hai to turant delete kare.
- Also read : Blog traffic Nahi Badh raha Hi ? Ho sakte hai ye 7 Karn
Extra Inning :
Friends, Ab Aapke facebook page Ke Like Badh gaye Hai. Ab aap Blog post Ko Do Jagah Share Kar payenge. Aapke blog ki traffic badhegi. Facebook Account Se Facebook Page banana simple hai. but Kuchh Friends Ko Iska Pata Nahi Hota hai. Isliye maine ye Article Publish Kiya hai. Aapko Pasand aaya Hoga. aap facebook Related Koi sawal hai to hame Comment Box Me Bata sakte hai.
bahut hi umda jankari share kiye hai karmyogi ji but mera sawal ish post se nahi hai, kya aap bata sakte hai aapne sidebar boarder kaise lagaye hai aur theme body ko itna badhaye kaise hai?
Rohan ji, kya aapko aisa karna hai, to muje fb page pe msg kare. mai code file send karta hu. ok.
tthankyou karmyogi ji
Bhai ji ye file mujhe do plz
sir jo apne link btai thi use open kiya but page nhi bna facebook khul geya
bro, aap pahle aap facebook id log in kare. bad me link ko clock kare.
Han sir login ki hoi thi fer bhi fb khul jata hai
bro, aap mobile browser me oprn kar rahe hai kya ?
Nhi sir computer pr open kiya tha app vese bta do google me kya search krna hai page convert krne keke liye
bro, aap pahle apani profile me dekh lo kahi page ban nahi gaya hai na. nahi bana hai to fir se try karo. google me kuchh search nahi karna hai.
Nhi sir page nhi bna migrate page jo link apne btai hai use google me sidhe open krne ke liye kya search kre
bro, mai aapko Direct facebook link De raha Hu. Google se nahi Milegi. : https://www.facebook.com/pages/create/migrate/ aapko Pahle Facebook Account log in karna hai bad mai ise Click kare.
Bro kaaya Humare fb account page ban jayega to kaya humare paas fb account rahega ki nahi?
yas..
Hello….Kiran Bhai page Me error he plz…recheck….
Vivekbhai, kis page link me problem hai ? ye batao…
Profile page me convert hone ke bad kya profile delete ho sakti he ? mera matlab ye he ki kya profile delete karke sirf ham page rakh skte he (kya esa koi option he ki sirf page hi rahe or profile nhi)
Ram, ji, page aur profile dono rahti hai. but facebook polcy change ho sakti hai.
Kisi friends ki post me comment karne par profile name hi kyu ata he kya page ka name adjust nhi ho skta jisse koi bhi hamare comment par touch krte hi profile ki jagha page open ho jaye
Ram, ji, aapko isake liye only page banana padega. personal profile ke bina.
Ye kese banega jara details me bataye please
Fb me to pehle profile hi banegi fir page banega
bro. 1. aap pahle log in details ke liye only account banaye. profile edit mat karna. kisi friends ko request mat bhejna. aur page banana.
2, ya fir apane page name se account banao aur bad me Profile ko page me convert kar dena.
Bhai… Mene fb pr page bnaya h pr use adsence se kaise connect kru
shashi ji, facebook page ko adsense se nahi kiya ja sakta.
Facebook she kmaya huwa paisa kaise milega sir plz help mi to you
bro, koi bhi website se paise earn karte hai to website me hi payment method hota hai.
Mobile se change kyoun nhi ho RHA Hai account se page
Mobile se nahi hoga, Pc Use Karo.
Facebook page pr ads lga skte he
nahi. but aap online paise kamane ke tarike Padh Lijiye. kuchh help Milegi.
Page me convert krne ke baad agar koi request bhejta hai to page like hoga ya nhi matlab 1700 friend hai aur Maine page me convert kr liya fir jo request ayega to page like hoga ya nhi
Facebook Page Aur Profile Dono Alag Rahe Gi. Koi Bhi facebook Page me Like Bhi Kar Sakta hai aur Profile Pe friends Request Bhi Bhej Sakta hai.
Bhai page me convert kr ne ke baad sirf page me post kr sakta ya dono me aur Bhai jab koi mujhe search krega to mera page search hoga ya profile aur 14 din baad kya nhi kr sakta Bhai
Aap Facebook Page Aur Profile Dono Handle Kar Sakte Hai. dono Search me Aayenge.
blog me alag catageri Kase banaye sir. jase apne banai h
wordpress blog me aapko page , categorise aur tag add karne ka option milta hai. aur blogspot me aap page aur lable ( tag ) add kar sakte hai. bad me ise menubar me setup karna padta hai. aap hamari blogging related post padhe , isame sabkuchh diya hota hai.
bro…mere page pr likes nahi a rahi kya kru…
Bro, Aap Ye Article Padhe : facebook page link kise badhaye ?
mobile me nahi hota kaya
Mobile Version se Nahi Hota Hai.
Bhai fb page k jo friend hain id ko page main convert krny se kia wo sub follower and liker ban jaty hain and fb id pe sub kuch phly jesa rehta hy
Bro, Fb Id Me To Sabkuchh Pahle Jaisa rahta Hai. Sath Me Aapko ek Page Bhi Mil jata Hai. sabhi friends liker Ban Jate Hai.
kya ik page k like dosry page pr transfer ho sakty hain
Aap facebook Page Marge Option Ka Use kar sakte Hai.
Sir
men fb page ki touch button ko change karna chahta hun ex – message , call , join.
Men join karna chahta hu kya ye ho payega.
Please reply.
Aap Page Settings , about Me sabhi details Add Kar Do. Automatically ho jayega. but time lagega.
mujhe apne Facebook group ka link bnana hai pr nhi bna pr rha please btayo
Aapka Facebook Group open karo aur address bar me jo link hai vo hi aapke group ka link hai.
fb account fb page me Mobile se nahi ho pa raha hai please help me
PC Me Try Karo. Ho Jayega.
kya aap mere account ko page me convert karna doge mere pass pm nahi hai
nahi mai aapka User Name Password Nahi Le Sakta.
jo friend request ko disable karke rakhta hai oose friend request Kaiser bheje
App Follow Option Use kar sakte Hai.
brooo ye hmre purane page m kse hoga yrr plzzz tell me
Purane page Me nahi Hoga. New page banao.
bhai agr hm page naam chang Karna chahe to wo hoga ki ni 14 din k bad
ho jayega.
YAARA PAGE CONVERT KR RAHA HU ID SE BUT JAB CHOOSE LIKE TO SELECT KRNE KA AATA HE TO SLECET ALL KA OPTION NAHI AA RHA CHORME BROSWER ME
TO KONSE BROSWER ME MIGRATE KRU
aur Koi Browser Try Karo. example : firefox.
bhai mujh se sare friends pe click krna bhool gya next opetions pe click lkr dia o like dikha rha ab kya kia jaye bhai mere friends bhai 5000 h ab kese hoga bhai tell me
agar aapke facebook Page Me Friends Add Nahi Huye Hai to , Profile Me To rahenge.
bhai m id ko page m badi galti ho gai h mujhse m f.b id ko page m convert kt rha to m sabhi frnds ko add krna bhu gya or next pr click dia ap mere frnds like zero dikhai de rhe h ab kya kru m plz help
Is Page Ko Delete Kar Do. aur Fir Se Page Banao.
hello sir ,,,hme apne account ko apne page me convert krna h naa ki koi new page creat krna ,,,,
jb hmne apna account convert kiya to hmara jo pahle page thaa wo convert nhi huya new page bn kr ready ho gya ,,,,
mgr hme to apne page ko hi apna fb account bnana tha jo page hmare paas pahle se hi h use ,,,,,,
so plz sir help kijiye hmari ki hm apne page ko fb account me convert kr ske ,,,
Sayad Aap Koi Step bhul gaye Honge. Article ko Padho ayr Follow karo.
hmne itni badi bat kahi or ap smjh nhi paye aisa kaise ho skta h ,,
sir page pahle se hi bna huya h usi page me apna account convert krna h ,,,
mgr convert krne se kya aisa hoga jo hm soch rhe h ,,
jo bhi post hm apne fb account pr krenge wo direct page pr post ho jaye
page me jakar post na krna pde,,
Yaar Ye Nahi Ho Payega. Facebook Profile Account Aap Page Me Convert Kar Sakate Hai. kisi bane huye FB page Me marge Nahi Kar Sakate.
Bhai isme page note found bata raha he…… Migrate ni hora or….maine apna ek page dusre page pe marge kiaa usme date show ho rahi he …. Biradar apna wp number do
aur koi Problem Nahi Hai, Aapne step ko Sahi se Follow Nahi Kiya Hai. Post ko achhi tarah read Karo, bad Me fir se Prayas Kare.
bhaiya plz help me
mera page bn gya pr ak bhi like nhi Aaya usme
btaoo na plz
Aapne Kisi Step 6 me Galati Ki Hai. Is Page ko Delete Kare Aur Fir se Try Kare.
Facebook merge option Android se use kaise Karen?
shayad nahi ho payega.. par opera mini browser use karo ..
ya fir facebook page app istemall karke dekho….
( i am not sure,, but try it )
Hello kiran, nyc post but tumko SEO par dhyann de ki jarurat hai bas & tumhare blog ka theme unta khas nahi hai.
sabse pahle to mere blog par aane ke liye aur comment ke liye dhanyawad….. ( sahayad Is website par aapka Pahla comment hai )
mai adsense earning ke liye kam kar raha hu. aur ye theme isame successful rahi hai.
aapke advice ke liye dhanyawad.. but, abhi mai theme change karna nahi chahta. ( baad me sochunga )
dear wo fake comment hai, reply ki jagah use delete karna tha aapko.
ok, bro, But Isame kuchh Galat baat bhi nahi hai.
thank you sir aapke dwara btaye gye trike se main apne facebook account ko page me convert kar paya
thank you sir achi trick h m b try krke dekunga ek page bna ek fb ka fb page se earning ki koi trick ho to share krna.
ye Padhe : Isame Se Koi Tarika Mil jayega. – Paise kamane ke tarike
thanks Kiran Karmyogi Ji
Yeh Help Real Mai Kaffi Help Full Hai Bro
sir mera ek qestion h account locked hogya h or usme ek option h ki ask your frnd for help and m use samhj ni parha kha se code ayega kha se nhi isliy meri help kriye sir
aapke friends ke account se verify karna hai.
agar aapko is option ki samaj nahi hai to dusara option diya hai.
Hi Kiran,
how many times we can change fb page name. and after how many days i can apply for adsense.
agar aap jis Page Name change karna chahte hai wo valid hai to 2 -4 din me page name change ho jayega.
Bhai iss janakari ke liye apka dil se dhanyawad
Kya baat hai bhai ji.
Isi ki to mujhe talash thi.
Ab convert krunga.
सर facebook पर हम जो page create करते है क्या उसे delete करना संभव है और अगर संभव है तो
Facebook पर create किया हुआ page हम कैसे delete कर सकते है
Setting me jaye, facebook page delete ka option hota hai.
You are doing a great job I inspired when I was reading your post. I am regular reader of this website.
Thank you for sharing this useful information….
thank you sir mene aapke trick ko follow krke ek fb page bana liya h ab uspe 50k likes bhi pure ho gye h. Kya me ab us sai paise kama sakta hu?
Yes, Advertising Karke Kama Sakte hai : Paise Kaise Kamaye
Very Good Information Nice Blog.