Google Plus Bhi Facebook Aur twitter ki tarah Social networking site hai. social website ka main target online cheating ka tha. but ab wo kisi business – product – website ko free Promote karne ke liye bhi kiya jata hai. Facebook me Jaise Aap Page banakar apane follower se jud sakte hai. isi tarah google plus bhi aapko Page banane ki services provide kar raha hai. Is Article me Google plus Business Page banane ke Bare me step By step Jankari Provide Ki gayi hai.
Google Plus business page Kya hai ?
Facebook page Ki tarah google Plus Me bhi Aap Apane blog ya business ke Liye Page Bana sakte hai. google plus page ko November 7, 2011 launch kiya. google+ page ko is sliye banay gaya tha ki hum is par apne local business ko promote kar sake or google+ se or adhik reader receive kar sake. blog ke liye traffic pa sake. hum local businesses, brands, organizations and artists ke liye google+ page bana sakte hai. is par apne business plan share karke apne audience se direct contact kar sakte hai. blogger aur website owner Google Plus business page banake apane google + friends – follower se jud sakte hai.
- Also read : Facebook Page Like Kaise Badhaye ?
Benefits for Google plus Business Page
- Google plus Brand page Aap apni Website se related jankari share kar sakte hai aur blog ke liye traffic pa sakte hai.
- Aap apne Blog Website Par Google plus ki stylish widget add kar sakte hai. isase aapke blog reader aapka business page pe contact kar sakte hai.
- back links milenge or sabse badi bat log aap ki website ki last update direct google par receive kar sakte hai.
- Google + se Aanewala traffic – visitor SEO ke Liye Best hai. Aapko Quality Traffic – Back Link Milta hai. Google Plus business page SEO Friendly Traffic revise karta hai.
- Share Button se Sidhe Blog Post google Plus me share kar sakte hai.
Google plus Pe Page Kaise Banaye ?
Apne business ko ya Blog – website ko Free promote Karna chahte hai to Aap Google plus page bana le. aapko kafi fayada hoga. yaha Aapko Step by Step bataya Gaya Hai ki Google Plus business page Kaise Banaye. sabhi step ko follow kare , aur banaye google + page.
Step : 1 :
Sabse Pahle Aap Google plus Me log in Kare. Aur Aapka Account open Kare.
( Isake Liye Aapke pas Google Account Hona Jaruri Hai. Agar Aapne Google Me Gamil Account banaya Hai to Wo hi Aapka Google Account hai. isase Aap log in Kare. Google Plus pe Accoutn Nahi to aapko Kuchh Settings Aur Details Add karne pe plus Account ban Jayega. Bad me Aap Google Plus business page Bana Sakte hai. )
Step : 2 :
Ab Aapke Google Plus Page Ke ( left Side Me ) option se Page Ke Option pe Click Kare.
( Left Side me G+ ke logo Pe mouse cursor rakhe. Option Dikhai Denge. )

Step : 3 :
Naya Page Open Hoga. Iseme Right Side me Sing in Ka option Hoga . Isape click Kare. Ya fir Yaha pe click Kare.
Step : 4 :
Ab Aapke samne Google plus page ki categories dikhai degi. Aapko 3 option milte hai. kisi 1 Ko Select kare. click kare. ( blog – website ke liye Page bana rahe hai to brand pe click Kare. )

Step : 5 :
naya page open Hoga. Isme aapko Apane Google Plus business page ke Liye Details provide karni hai.
- Useful : Blog Post me SEo Friendly keyword Kaise Use kare.
1. Page Name : Apake Page Ka Name Likhe.
2. Website : Aapki Website ya Blog ka Name add kare.
3. Type Of page : page ki Categories select kare.
4. Page terms me tick kare.
5. Create Page pe click Kare.
Step : 6 :
Aapka Google plus ban Chuka hai. Aapko popup window me wel come MSG milega. isame Get Started Pe click Kare.

Step : 7 :
- Killer tips : Blog Post ko Top Page rank Pe kaise laye ?
Aapka Page Dikhai Dega. Isame Right Side Me Edit ka option Hoga. Isape click Kare. Aapke Page Ke liye Jaruri Settings Kare. yahan se Aap page me post – Link Status Add – Share Kar sakte hai.
Hamare Google Plus Business Page Like / Follow Kare. Click HindiHelpGuru
Extra Inning :
Ab Aapka Google plus Me bhi website page ban chuka hai. Aap Page ko Share karke Follower Pa Sakte hai. jitane jyada follower honge Utane jyada Visitor Aapke blog website me Aa sakte hai. google plus Account ko daily updates Kare. Community me Share kare. Aapke follower badhenge. Google Plus business page blog ke Liye traffic – visitor badhayega.
Aapko Ye Article Kaisa Laga Comment karke Bataye. Apane Friends Ko bhi Share. Kare. hindihelpGuru facebook page ko bhi like kare.
thanks for share google map Business listing. helpful for every people