Uasaki Bat Bhi Sahi Thi. hamare Desh Me Internet Ka Upayog To Badhata gaya Hai. Lekin Ye Bhi Ek hakikat hai Ki Internet Guv tak Abtak Pahuncha Nahi Hai. Agar Hai To Net Surfing Quality Bahut Hi Gatiya hai. Ap PC Me www.facebook.com Likhakar Enter Karde. Aur Ganto Tak Baithe Rahe Fir Bhi facebook Open nahi Hota Hai. Open Hota Hai To User name password dalkar Log In karke Baithe Rahana padta Hai. Ye Ek Hakikat hai. Maine Bhi Kai bar Isaka Anubhav Kiya Tha.
Isaliye Maine socha Chalo Ye Tricks Sabako Share kar du. Kisi Ke Kam To Aayegi Hi.
1. Facebook Ke Mobile Version Ko PC Me Open kare.
Aap Apane PC Ke Address Bar Me facebook.com Ki jagah m.Facebook.com Likhakar open kare. Matlab https:// Aur www. Ki jagah m. kareke Open kar De. Low Quality Wala Mobile Version facebook Open Ho jayega.
2. Blogger Blog Mobile Version Ko PC Me Open kare.
Aapka Blog Mobile Version Me Kaise Dikhega ye Apko Dekhana hai To Mobile Ka Use karna padega. Agar Mobile nahi hai ya battery Low hai ya Net Data Nahi Hai. To…???
Step 2: Aapke Blog ka Address Likhe.
Step 3: Inke Pichhe ” /?m=1 ” Laga De Aur Enter kar De.
example.blogspot.com/?m=1 Aise Lagakar Kholenge to Aapke Blog ka Mobile Version Khulega.
Try : www.yourblog.blogspot.com/?m=1
Aapko Ye Dono Trick Kisi lagi Comment Box Me bataiyega. Agar Aap Ko Lage ye Useful Trick hai… to Comment me Batana. Ham Aur Bhi Trick Likhenge Jo Hame Lagata Ho Yeto Simple hai, Fir Bhi Kisi ke kam Aa Sake.
Mobile me mobile version se desktop version me kaise dekhe plz rply
Akas , Aap android Mobile hai to Desktop them Use karo.
blogger ke liye template customized kiya hua hoga sir aapke pass aap wo muje bhej skte ho kya.
Roshan Ji, Aapko Kaun Sa blogger Template chahiye ?