” Adsense Account ” online earning ka popular world hai. Adsense Google ki ek aisi Services hai wo online Kamai Ka Options Deti Hai. Blog Aur Website, YouTube, Se aap adsense ke jariye online Kamai kar sakate hai.

Aapne Tv Serial aur movies dekhate wakt dekha hoga ki bich bich me kai products ki Advertising Ati hai. Isase Tv chanel broadcasting ko paise milate hai. Isi tarah ham bhi apne blog aur website me Advertising karke paise kama sakate hai.
Man lo aapne blog ya website bana li. Lekin blog ya website me ads rakhane ke liye ads kon dega ? Wohi kam adsense ka hai. Adsense Advertising me ham Apana account banate hai. Agar hamara account approval ho jata hai to ham adsense ads ko blog, website, YouTube pe rakh sakate hai. Jab bhi koi visitors ise dekhega, Us pe click karega, Isake badle google adsense hame paise dega. Per Click, per impression pe hamari online earning shuru ho jati hai. Ye Padhe : Blog Banakar Internet Se OnLine Paise Kaise Kamaye
Adsense ki add pane ke liye aapke pas blog aur website honi jaruri hai. Agar ye nahi hai to aapka YouTube pe Account hona jaruri hai. ( YouTube me Aap video Dalkar usake liye bhi adsense Advertising Pa sakate hai.isake bare me ham bad me details se samjenge. )
Adsense Advertising ke liye adsense me account create karna jaruri hai.
Adsense Account banane ke liye kya jaruri hai?
- 1. Gmail account
- 2. Website ya Blog
- 3. Youtube account
Ye Article Aapko padhana jaruri hai
Gmail account kaise banaye?
free me website ya blog kaise banaye?
Adsense account kaise banaye?
Google adsense account banane ke liye hame hame step by step Follow kare.
Step : 1
Step : 2
Step : 3
- 1. country select kare.
- 2. country time zone set kare. (Auto Select Ho Jayega. Nahi Hota hai to india ke Liye time zone +05:30 )
- 3. Is Option Me Aapka Work option select kare. ( Tex Department Ke Liye Ye Jaruri Hai, Online Earning Ke Kai Rules Hai, Isaliye Adsense Ko Ye Details Deni Padti Hai. )
- 4. Payee Name Likhe. Aapke bank Account Me Jo Name Hai Wo Likhe.
- 5. 6.. yahan Aapka Pura Sahi Postel address Dale.
- 7. City ka Name Likhe..
- 8. Click karke state select kare.
- 9. Pin code enter kare.
- 10. Mobile number enter kare.
- 11. Aapka Adsense Account Kis Content Ke Liye bana Rahe Hai ? Ise Select Kare.
- 12. Sabhi Me tik Kare, Taki Aapko Adsense Account Ki Sabhi Information Milti rahe.
- 13. End Me Submit My Application par click kare.
Wel Don !!! Aapka Adsense Account Ho Gaya Hai. Lekin Aapka Adsense Account Approval Hona Baki Hai. New Ad unit Pe Click karke Aap Adsense Code Pa Sakte Hai .Ise Aapko Apne Blog ya Website me Rakhna hai. Approval Mil Jata Hai Ya Nahi Milata hai Isaki Jankari Aapke Email me 2-7 Day me Aa Jayegi. Next Kya Kare ? Hamari Website Pe Visit karte Rahiye. Aapko Sabhi Help Mil Jayegi.
Adsense account account banana koi badi bat nahi hai. Adsense account banane se ham earning nahi kar sakate. Isake liye adsenes approval milana jaruri hai. Matlab Apka blog ya website adsense ko pasand aani chahiye. Adsense ki policy bahot strike hai.isake liye Aapko blog ya website me hard work karna padta hai. Jyada jankari ke liye ye padhe. :
- Adsense Apply Kab Kare Blog Approved Tips Hindi
- Blog Aur Website Ki Traffic Visitor Badhane Ki Tips Hindi Me Part 1
- Agar Aapka Blog Ya Website adsense Approvel Nahi Ho Raha hai To Aap Bidvertiser Me Account Banakar Bhi Online Kamai Kar Sakate Hai. Yahan Click Kare :
chalo .. Blogger Friends, Asha Rakhta Hu Ki Aap Ka Adsense Account Approval Ho Jaye. Adsense Account Banane Ka Ye Article Aapko Kaisa Laga..? Aur Koi Probleb Hoto to Hame Comment Me Bataye. Ham Aapki Puri Help Kareng.
Aachi jankari hai
Thanks for posting…
Nice post
mai koi achchi web site kaise banau
Aap free blog banaye. Custom domain use kare. Jyada jankari ke liye Yaha click kare aur sabhi step follow kare.
bahut badiya jankari hai sir jankari ke liye thanks
sir aap ne apne blog me apni photo kaise lgayi hai plz jarur bataye sir
thanks, rahul ji, blog me author images maine HTML Code se add ki hai.Aap Gravatar se bhi add kar sakte hai.
मेरे HindiSite.in ब्लॉग हे। आप मेरा blog देखकर बताये की में google adsence के लिए apply कर सकता हु या नहीं।
Aap Ye Padhe : Adsense Apply kab kare ?
A very good guide for blogger for Adsense account approval
Brother Bahut hi achy tarike se apne Adsense ko explain kiya hai main ap ki tamam tips ko follow karta houn follow karne ka khaas reason ye hai k ap har 1 cheez ko badi achy tarike Se samjhate hain or yahi waja hai k ap k wrbsite k Hindi Help Guru k reader bahut ziyada hai kindly ap Meri website check kar k bataye k kaise banaye hai
Dhanyawad…
aapka Theme Badhiya Hai. Images size par dhyan de. downloading wali site par adsense me problem hoti hai.