
Friends Wo Din Ab Dur Nahi hai Ki India me Population Se Jyada Smartphone Ho Jayenge. Kisi Bhi gadgets Ko awareness Ke Bina Use Karna reckless Hai. Isase Aapka Loss Hota Hai. Shuru me To Aapko Malum Nahi Hota Hai Lekin Bad Me Jab Aapka Gadget Kharab Ho Jata hai ya Hang Hone Lagata Hai. Aapko Aapke Mobile life – laptop Ki Helth Ki Bhi Chinta Karni Chahiye. Aapki Device Ki life Aur performance Pe Effect Ho Sakati Hai.
Aaj Ham Aapko Is Article me Ye Baten Batayenge Ki Jisase Aapke Mobile Aue Laptop Ki Helth, Life Ko Badha Sakenge. Isake Liye Aapko Karna uchh Bhi Nahi hai. Kintu Kuchh Awareness Ke Points Hai Ise Dhyan Me Rakhane Hai. In 10 Galti Se Aapko bachana Hai.
Mobile life Badhne Ki Tips ::
1. Jyada Time charging ::
Kai Log Mobile – Laptop Ka Use Karte Vakta Bhi Charging Shuru rakhte Hai. Maulam Hi Nahi Rahta Ki Kab Charging Ho Gaya Hai. Rat Ko Bhi Ham Mobile – Laptop Ko Chahrg Kiya kate Hai. Over-charging Ho Jata Hai. 100% batteryCharg Ho Jane Ke bad Bhi Charging Suru rakhana Battery Ki Life / Mobile life ko Khatam Kar Deta Hai.
- warning message Aane Ke Bad Charg Kare.
- laptops Ko 30 percent Battery Ho Tab Charging Kare.
- Sari rat Mobile Charging Plug Me Na rahne De.
2. Gadget Ke Any Device Ko Sambhale :
Kai Bar Ham earphones, Data Cable, mobile Aur laptop charger Ko Sahi tarike Se Use Nahi Karte Hai. Sahi Dhng Se rakhte Bhi Nahi Hai. Iske Cable Ko Nukshan Ho Sakta Hai. Ise Bhi Sambhal Ke rakhiye., Isaki Bhi Life Badhegi.
3. Lagatar (Constantly ) Istemal Na Kare :
ham Bhi 4 Hours Lagatar Work Karte Hai To Thak Jate hai, Ye To machines hai. Ise Bhi Aaram ki Jarurat Hoti hai. Iska Lagatar Use Karna Usaki Life Ke Liye Achchha Nahi hai.
- Laptop ko Work Na Karte Ho Tab Off karde. Sahi jagah rakhe.
- Mobile Heat Hone Lage To Kam Karna Bandh kare , Ise Bhi brake Dena Jaruri Hai.
4. Cleaning me Bhi Dhyan De :
Mobile Aur laptop Ke plug, Sreen, Usb Cable, Sim Card Holder, Volume – off – On Switch, Sabhi Ko Clean rakhe. gadget Aur Usake Body Parts Ko regular gadget cleaner Se Clean Rakhe.
5. Antivirus Ka Use Kare :
Ham Mante Hai Ki Antivirus Se Hamare Mobile Laptop Ki Speed Slow Ho Jati Hai, Memory Ke Problem Badh Jate Hai. Lekin Aisa Nahi hai. Aisa Tab Hota hai Jab Ham Uchit Antivirus ka Use na Kare. Use Samay Pe Updet na Kare. Lekin Sachhai Ye Hai Ki Mobilr – Laptop Ko Antivirus Ke Bina Use Karna JokhimBhara Hai. Data Aur Device Antivirus Ke Bina Safe nahi Hai. Aaj Hi Ek Badhiya Antivirus Jo Populer Ho Aur Minimum Memory Ka Ho . Ise Time to Time Updet bhi Karte rahe. Isase Mobile Life Badhti hai.
6. Other Device Connect Karna :
Aajkal To File Transfer Karna Normal Ho gaya hai. Friend Se Sath File Sher Karna Aako Bhari pad Sakata hai. Kyu Ki Aapko Malum Nahi Hota Ki Uske Mobile – Laptop Me Virus Aur corrupt file Hai. Agar Aapke Momile – Laptop Me Aa Jati Hai to Speed Slow Ho Jati Hai, Hang Ho Sambhav Bhi Badh Jata Hai. Memory Card Currupt Ho Sakata hai.
Jab Bhi Aapko File Transfer Karna Pade To Friend Ko Puchh Lo, Khud Hi Jan Lo Ki Isame Kuchh Corrupt – Virus File To Nahi Hai Na.
7. Time Pe Repairing Karvaye :
Kai Log Hote Hai Jo Mobile – Laptop Ko Bandh Hote par Hai Reparing karvate Hai. Ham Kuchh paise Bachane Ki Lalach Me Jyada Nukshan Me a Jate Hai. Aapko Jab bhi Malum Ho Ki Hamare Gadget Me ye problem Aa Rahi hai To Usi Vakt Use Reparing Kava Le.
8. Gadget Ko Usike Sthan pe Rakhe :
Ham Mobile Aur Laptop Ko Kahi Bhi rakh Dete hai. Ye Ek hamari galti Hai. Ham kisi Electronics Chij Ko jyada Jyada Thand Aur Garmi Nahi rakh Sakte. Aise Sabhi Gadget Pe Kitane Tempchar Rakhana Hai Wo Likha hua hota Hai. Isi Tarah Use rakhe. Mobile, tablet or laptop Ko cover Ke Bina Nahi rakhna Chahiye. screen guard Bhi rakhe.
9. Aisa Vakt Use Karne Se Bache
Bathroom Me jab Bhi Jaye Mobile Ko Sambhale.
Bike Pe Mobile Ka Use Na kare.
Khate vakta Mobile Ko Usaki Jgah rakh De ya Sambhal Ke rakhe.
Pani Ya Koi pine Ki Chij Pete vakta Vo Pocket Me Mobile Ho to Isape na Gire Usika Dhyan Rakhe.
10. Unnecessary ( Bekar ) Apps Na Rakhe.
kabhi Kabhi Ham Mobile – Laptop Me Application Ka Bazar Bana Dete Hai. Isame Se jyada Use Nahi Karte hai To Ise Memory Me Rakhna Kyu ? Aaj Hi Use na KarteHai Aisi Apps Ko Uninstall kare. Ye Kabhi Kabh Hamare gadget Me Corrupt Ho Ke Virus bhi la Sakati Hai.
Ye Bhi Padhe :
Video And Mp3 Audio File Size Kam Kare, Converte-Download Kare.
Friends Is tarh Ham Kuchh Chhoti Chhoti Savdhaniya rakhke Apane Mobile – laptop Ki Sefti rakhte Huye, Laptop Life Badha Sakte hai. Isake Alava Agar Aapke Pas bhi Koi tips Ho To hame Comment Me bataye. ham ise bhi Add Kar Lenge. Mobile tips Article Ko facebook, Google+, Whatsapp Pe Share kare.
Aapne apna blog aacha banaya hai
Blogging tips aur visitors increase karne ke liye visit
trickycenter.com
Good working kiran ji bahut achhi jankari or upyugi or usefully post likha h apne kaam apne haath koi bhi cheej ho mobile ho ya laptop agar hum inko aap ke batae huwe tarike se use karen to hame koi problems hogi hi nahi thanks for shaering usefull tips for mobaile and laptop
Computer main net setter se free Internet Kaise Chalaye
Bro. Net setter me sim card add karo. Net setter ko cpu me dal ke install karo. Open aur connect karo.
mera laptop chalte chalte band ho jata hai aisa kyu. hard disk ki problem hai kya kyuki window mai kar chuka hu.
Ram Ka Bhi problem ho Sakata Hai. check kare.