Agar aap Android smartphone lene ka soch rahe hai to ye Article aapke liye useful hai. mai aapko Latest Top 5 mobile 2016 ke Under Rs. 10000 ke batane ja raha hu. Aap ise Amazon , Flipcart se buy kar sakte hai. jab aap naya phone lena sochate hai tab sabse pahle aapka budget Dekhte hai. Bad me Is Budget me kaun se top 5 mobile india me hai aur latest features ke hai vo dekhte hai. Mobile ke Features me sabse jyada MP rear cameras, Full HD displays, fingerprint sensors ye sab 2016 ke Smartphone me commen ho gaya hai. is Article me Hamne Aapke Budget ke ( Rs. 10,000 Under ) Adhar se April 2016 me Inda me Popular hai Aise Mobile Ka List Diya hai Jo Aapko Smartphone Ko Select karne me Useful rahega.

Daily kai sankhya me india me Mobile Lanch Hote hai. sabhi Smartphone Aapke liye Sahi nahi ho sakte. kabhi aapka budget kam hota hai ya aapko aapke budget ke Mobile me Aap jo jo chahiye wo features nahi milte. tab aap sochate hai kai kunsa mobile buy kharide ? tab aap top 5 Mobile dhundhte hai. is samy ye Article me jo Mobile Bataye hai to Aapko Smartphone buy karne me Help Karega. Hamne jo List Diya hai Wo India Me Latest Aur Popular Bhi hai.
Top 5 Mobile 2016 India ::
#1 : Xiaomi Redmi Note 3 : Rs : 9999
Top 5 Mobile me ye mere Hisab se 1st hai. Xiaomi Redmi Note 3 India Me November 2015 me launched Hua tha. mere liye Ye Sabse Best Smartphone Hai. Mai bhi Ye hi Mobile Use Karta hau. Muje Bahot Pasand bhi Aaya Hai. isame 5.5-inch Full HD IPS LCD capacitive touchscreen hai,Aur 1080x 1920 pixels ka resolution Bhi hai. Isaki screen Scratch Resistant protected Hai Yani Gir Jane Pe Koi Nuksan Nahi Ho sakta. Ye Phone 8.7-mm Patala Hai. Isame 1.4 GHz Hexa core Qualcomm Snapdragon 650 processor Hai. 2 GB RAM Aur 16 GB of internal storage hai. Isake Aur features Bhi Dekh Lijiye.
Online buy Karne Ke Liye Click Kare :: Xiaomi Redmi Note 3 (Gold, 16GB)
Key Specifications for the Xiaomi Redmi Note 3
- Adreno 510 GPU offers great Gaming experience.
- 2 GB RAM makes it run smoothly.
- 16 MP Auto-focus Rear Camera & 5 MP Front facing Selfie Camera.
- 5.5 inch IPS LCD Display y with Full HD 1920*1080 pixels 403 PPi.
- 16 GB Internal Storage & Expandable to 32 GB via a Micro SD card.
- 4050 mAH Battery Capacity (All Day Battery Life).
- Android Lollipop 5.1 OS with MIUI 7.0
- Dual Sim – Supports 4G LTE
#2.Meizu M2 Note Rs. 9999
Meizu M2 Note Smartphone June 2015 me launch Hua. Redme Note 3 Ki trah ye Mobile Bhi India Me Popular Hua hai. Isaki khas Bat Hi ki Battery life Aur Ram Achhi hai. 5.5-inch IPS LCD Capacitive touchscreen ke sath resolution 1080 x 1920 pixels hai. 8.7-mm thin Aur scale 149 grams hai. 1.3 Ghz Quad core MediaTek MT6753 processor Se kam Karta hai.maine Top 5 Mobile india 2016 me ise 2nd me rakha hai. Isake Aur Specification Dekhe.

Is Smartphone Ko Online Buy Karne Ke Liye Click Kare : Meizu m2 note (White, 16GB)
- Mobile Security Badhane ke Tips – Hindi me .
- Product Name : Meizu M2 Note
- os version : 5
- screen size (in inches) : 5.5
- display technology : IPS LCD Capacitive touchscreen
- Rear Front Camera M.pixel : 13 – 5
- battery capacity (mah) ; 3100
- SIM : Dual
- cpu : MediaTek MT6753
- RAM : 2 GB
- storage : 16 GB
#3 . Coolpad Note 3 Rs. 8999
Top 5 Mobile / Smartphone Me Jyada smart features Denewala ye Top 5 Mobile Me 3 th Number pe Aata hai. Ye phone September 2015 me launch hua tha. Isaki Pasand Abhi bhi Log Kar Rahe Hai Kyu Ki kam Dam me jyada kam dene ka Kam Isaka hai. 5.5-inch IPS LCD Capacitive touchscreen Hai Aur 720 x 1280 pixels resolution Hai. Ye Mobile 1.3 Ghz Octa core MediaTek MT6753 Se Work Karta hai. khas bat hai ki isaki RAm 3 GB hai. 16 GB of internal storage 16 GB hai. Isake Alava Iske or Specification Dekhe.

Is Smartphone Ko Online Buy karne Ke Liye Click Kare : Coolpad Note 3 (Black, 16GB)
- Laptop Aur Mobile Ka Use karte Vakt Kya Savdhani Rakhe ?
- Product Name : Coolpad Note 3
- os version : 5.1
- screen size (in inches) : 5.5
- display technology : IPS LCD Capacitive touchscreen
- Rear Front Camera M.pixel : 13 – 5
- battery capacity (mah) : 3000
- SIM : Dual
- cpu : MediaTek MT6753
- RAM : 3 GB
- storage : 16 GB
#4 : Lenovo A6000PLUS Rs : 7500
Flipcart Rs : 6999
lenovo ka ye new smartphone hai. isake pahle lenovo A6000 tha. A6000 me Aapko 1 gb ram milta tha. lekin Lenovo A6000 plus me Aapko 2 GB Ram milegi. isame 64 Bit Snapdragon 410 processor hai. Agar Aap Samsung me ye processor lenge to Aapko rs . 10000 se kam dam me nahi milega. ye aapko only rs. 6999 me mil raha hai. Aapke budget price me best performance Denewala ye smartphone hai. Isake Alava Iske or Specification Dekhe.

- Screen – 5 inch HD IPS display with (1280*720 resolution).
- Processor – 64 bit Qualcomm Snapdragon 410 Quad core processor.
- RAM – 2 GB RAM.
- Camera – 8 mega pixel auto focus rear camera with LED flash and a 2 mega pixel front camera.
- Battery – 2300 mAh.
- Operating System – Android kitkat v4.4.4 with Lenovo’s custom UI.
- Audio – Dual speakers with Dolby digital plus.
- Is Smartphone Ko Online Buy karne Ke Liye Click Kare : Lenovo A6000 Plus offer
#5 : LAVA Pixel V1 Priced Rs.8,999
Aapko Ye Smartphone Android Lollipop OS version ke sath mil raha hai. isame Quad-Core Mediatek 6582m processor hai. sath me 2 GB Ram bhi Aapko mil rahi hai. camera Result quality isaka bhot achha hai. 13 – 8 mega pixel camera Aapko milega. 5.5 inch display , HD (1280*720) resolution bhi hai. dragon trail glass protection bhi milega.

Features of Lava Pixel
- Android v5.1 (Lollipop), Upgradable to v6.0 (Marshmallow) OS
- 13 MP F2.0 Aperture
- 5P Blue Glass Primary Camera
- 8 MP F2.4 Aperture
- 1.4 Micron BSI Sensor
- 4P Blue Glass Secondary Camera
- 5.5 inch HD IPS Full Lamination Display
- 1.3 GHz Quad Core Processor
- 32 GB ROM and 2 GB RAM
- Expandable Storage Capacity of 32 GB
- Dual Sim (GSM + WCDMA)
- Is Smartphone Ko Online Buy karne Ke Liye Click Kare :LAVA Pixel V1 Priced
Friends Ye Popular Top 5 Mobile India 2016 ke mobile ha. jo Rs 10000 under aate hai. Aapko 2 Gb ram Miltai hai. 13 Mp Camera bhi milta hai. Agar Aap Duseri Company ke Smartphone lene jayenge to ye Sabhi Features ke liye Aapko rs. 10,000 se jyada kharch karne padenge. Aapke liye ye Best Collection hai.
Muje 2 up cp chahiye .. or beteri 4000 up or cemera 16 up … rem 3 up.. obi 15 per me
Aapko Mi redmi ke new Mobile , lenovo, aur moto g me ye future mil sakte hai. redmi 3s prime Lelo.
Kis compony ka phone jyada accha hota hai..samsung ya mi..mujhe phone lena hai 10000 rupes tk to mai konse compony ka lu
samsung aur mi dono badhiya hai. but kam prise me jyada future istemal karna chahte hai to mi best hai.
Mai j5 aur mi 3s prime aur mi note 3 me confuse hun pls help
meri mane to mi3s le sakte hai.
But mai.soch rha tha mi not 3 le lu..usme accha processor hai camera bhi 16mp ka hai display bhi accha hai ….mi 3s.prime se bas itna kam hai ki ram kam hai aur
Internal memory bas baki sb jyda hai mi not 3 ka…to ab bataiye 3s prime lu ya note
yes le sakte hai.
mi 3s prime best h ya mi note 3 ya Samsung j7
Dono Best hai but aapko Size chota 5.0 chahiye to redmi 3s aur bada 5.5 chahiye to Note 3 le sakte hai.
may ysa phone lena chahta hu jo kafi salo tak chale long lasting hona chahiye kon sa company ka kon sa mobil besr hoga 15000 tak me
Agar Aap Log Life Phone Chahte Hai to Aapko Nokia ya Samsung me Jana Padega. but Isame Aapko Jyada Future Nahi milega. price bhi jyada hogi.
sir moto g turbo or moto g3 me kona phone better he?
moto G turbo is Best.
long life v hoga moto g turbo ka
kona sa website se kharidu online
jo better ho
Ok.. Yahan Click Karo : aur Kharid Lo : Moto G Tubro Offer
mi redmi note 4 aur moto g turbo m kon sa phone best he
Redmi Note 4 best result.
mujhe 16000 tak me best phone bataiye
hme lena he ysa phone jo kavi hang ya fase nhi plesae
Moto M Gold, Lenovo Vibe K5 Note Gold, Apple iPhone 5c 32GB – 4G, BRAND NEW GIONEE S6s , SAMSUNG GALAXY J5 .
oper jo phone bataye usme se jyda better aur strong phone kon sa he
Isame Se 2016 Me Mi Ka Phone Sabse Jyada Popular Hua Hai.
mujhe moto g turbo bahut pasand he
lene m koi problem v he…..
nahi koi Problem nahi hai.
sir mujhe sirf moto ka hi phone lena he
without lenovo
moto g3 aur moto gurbo ko kon sabse kam heated he
jo jyda use per heat nhi ho
moto g tubro vs moto g3
moto g tubro is Best Edition .
nokia 6 kysa phone hoga
Badhiya, But Prize high.
sir whats app pr veja gya masseg jisko veje huske bina pade masseg delete kyse kregeplease jadi bataye
Kisi Ko Msg Bhej Diya Hai to Delete kaise Hoga ? aapne Galti kardi so Kardi.next time dhyan rakhna.
Sir Samsung Galaxy j7 phon kaisa hai
achchha hai, 5.5 disply hai, 13 mp camera hai. Prise kam hai, 2 gb ram hai. but Internal memory 16 GB – aur Battery 3300 mAh hai.
Sir kam price me best feature + waterproof mobile kaun sa hai plz reply
Moto G Plus : Click : http://amzn.to/2rPHjW9
Honor 6x or vivo y66 or sumsang j7 prime main kon sa phone acha hoga
Sumsang J7
Mai vivo v5 ya vivo v5s Lena chahta hun , kya ye fone sahi hain, please btay sir kya ye fone Lena sahi hoga , please please sir
Sahi hai but Isame aapko Jyada Paise Lagenge. Kisi aur Company ( Mi – red mi ) me Ye sabhi Future 6000-7000 wale mobile me Mil Jate hai.
Mi China company hai ?? To ise lena chahiye ya nahi? ??
Bro, Sabhi Mobile China Me Hi Banate Hai.. aur India Me Beche Jate Hai. ( Made In India karke ) Mi Bhi Isi Tarah hai, Par Ye Make In India ME Aayi Hai to Best Phone Provide Kar Rahi hai. Ham Mi Phone Lene Ke Liye 2 Month se wait kar rahe hai.
sir mai mobile lena cahta hu mushe honar 6x sahi lag raha hai aap sugesh kijiye sahi hai ya galat nahi to koi dusra mobile bataiye 10000 — 15000 k undar me sabvi fechere ho.
Top 5 New Mobile – Smartphone India 2017 list
1. LG Q6 (Platinum, 18:9 FullVision Display)
2. Redmi Note 4 Gold, 64 Gb
3. APPLE iPhone 5 | 64GB
4. Moto G5 Plus (32GB
5. Nubia N2 5000mAh ..
Sir may Coolpad note 5 mobile lena chhata hu kesa phone hai hank to nahi na kra gaa…
Sabse Best To Nahi Kaha Jayega. Badhiya Hai.
Hello Sir……
Mujhe mobile lena hai…
mai samsung galaxy on7 pro lena chahata hu…
to is phone mai kuch problem hai kya? aur agar hai to mujhe kaunsa mobile lena hoga.. under 7000 best quality wala hona chahiye….
koi problem nahi hai, but battery backup ka problem rahega.
aap mi ka koi phone le to badhiya rahega.