Internet ke aane se social website ne sabse pahle apna network bana liya. Facebook, Twitter aur Whatsapp ki tarah YouTube bhi popular social media website ban gai hai. Aaj ham is article me YouTube kya hai ? Youtube pe apna account – id kaise badhaye ? YouTube Videos upload kaise kare ? Youtube channel kaise banaye? ye sab bate samjne ka prayas karenge.

YouTube kya hai ?
YouTube ek Videos share social website hai. Videos ka big collection hai. February 14, 2005 ko launch hui thi, jisko baad me Google se connect kar liya gaya. Ab ye google ka products ban gaya hai. Ye websites public domain ki tarah work karta hai. Sabhi pupils iseme google account ke conect ho sakte hai.
- YouTube Videos Kaise Download kare : Mobile – Pc Tips
- Snap tube Se Mobile me videos Kaise Download kare ?
Youtube se ham kya kar sakte hai ?
Youtube se ham Videos related kai work kar sakte hai.
- Ham apna channel banakar isme YouTube videos upload kar sakte hai.
- Ham other people ne upload kiye videos dekh sakte hai.
- Facebook me ham kisi ke friends bante hai is tarah YouTube pe ham subscribe karke logo se, uski video channel se jud sakte hai.
- Daily new – latest videos online free me dekh sakte hai.
- New movie ke video – audio sings dekh – sun sakte hai.
- Youtube Video ke jariye ham apne business ko promote kar sakte hai.
- Unique Videos upload karke, monetize karke advertising se paise kama sakte hai. Iske liye adsense powerful services hai.
- Videos ko comments bhi kar sakte hai. Ye thi youtube ki basic jankari.
Youtube pe account kaise banaye ?
YouTube pe account banana ek simple work hai. Agar Aap ne google pe gmail account banaya hai to google hame ek hi account se Google ki sabhi products, tools, apps ka use kar sakte hai. Youtube ke liye aapko google ka gamil account banana padega. Agar aapke pas pahle se Gmail account hai to aap direct YouTube.Com web site open kijiye.

Right corner me sing up ka option aapko dikhai dega. Click karke google account address aur password dal ke log in kare. Ye lo ho gaya aapka YouTube account.
YouTube Videos Upload kaise kare ?
maine pahle bataya is tarah ham YouTube ke videos dekh sakte hai sath hi Youtube pe Apane videos Upload bhi kar sakte hai. youtube videos upload karna bhi simple hai.
Step : 1
Sabase pahle apane computer ki file me se aap jis videos ko Upload karna chahte hai , wovideos dekh le. jis content ke related videos hai vaisa rename karke name add kare.
Step : 2
ab YouTube website open karke Yiutube account ko login kare.
Step : 3
Log in karne ke bad right corner me aapko Upload Ka Option Dikhai Dega. is pe click kare.
Step : 4
ek naya page open hoga. isame “

Step : 5
Click karke Apane Computer me se pasand ki videos file ko select kare / add kar kare. YouTube Videos Upload ki process Aapko Dikhai Degi.
Step : 6
ab Aapko Upload kiye videos ki Settings karni hai. sabse pahle basic settings kare.

1. Videos Ka Name Likhe.
2. Video Discretion yani videos ke related kuchh word yaha likhe.
3. videos ke related Tag ke name likhe. example : funny, hindi, summer, whatsapp, tips, tricks … etc.
4. videos ko public rahne de. ye videos public ko nahi dikhana chahte hai to private select kare.
5. videos related message like , ye message jab aap videos ko social media pe share karenge tab videos ke sath dikhai dega.
6. videos ko jis social media pe share karna chahte hai usi me tik kare.
>Translations / Advanced settings bhi aap kar sakte hai but aap ise kuchh na kare . default hi rahne de.
7. sabse uper ke hisse me Publish ka option hoga. ise click kare. ab aapka YouTube Videos Upload Aur Publish Ho gaya hai.
Step : 7
YouTube Videos Upload Hone pe Aapko isaka link Aur Social Share Button Dikhai Denge.

Aap Is link Ko Dairect Aapni Website ya Blog me Visitor ko De sakte hai. ya fir Social Website pe Share karke Videos ke Views Badha Sakte hai.
Khayal Rahe ::
1. Agar Aapko YouTube Videos Se online kamai Karni hai to Aap koi Copyright videos upload mat kare. Youtube Pe Copyright videos kabhi mat Upload kare .
2. Upload karenge to Aapko Email Mikega. aapko is videos ko delete karna padega ya fir Videos Copyright nahi hai Isaka Proof Dena padega.
Aapka YouTube Videos Upload Ke related koi saval hai to hame comment box me likh sakte hai. Aage bhi mai YouTube videos aur Youtube earning ke liye Adsense ke bare me Post karne wala hu Aap hame email add karke Subscribe kare Aur Daily New Post Aapke Inbox Se Padhe.
Sir rohit mewada ke coment mein likha tha ki agar 3 bar aapki copyright video ho gai to aapka acount ban ho jayega.sir hum jaanbujkar video copyrigt to uplod nahi karte phir bhi koi na koi problem aa jati hai.sir maine jab video uplod kardi to koi problem nahi ayi jab kuch days ke baad maine all videos ko monotije kar diya to 2 video copyright ho gai solution bataye mein bahut pareshan hu.
Aap Copyright videos upload karoge to copyright hi batayega na. kai se videos download karke uplod mat karo. khud videos banao. fir koi problem nahi hai. Aap youtube pe youtube copyright rules (fair use )Padh lene.
dear plz hlp me
mene new account bnaeya h yu tube pr bt. koi b public ne nhi dekha ek b view nhi hua
ja fer satting galt h bt sb kus to shi h kia koi hlp kr skte ho ap.
Aap youtube seo tips padhe.
Sir..
Kya photos ka slideshow bnakr youtube pe upload kr skte h..!!
Yes, Kar Sakate Hai. Iske Liye Photo Banate. Copyright Na Use Kare. Kuchh Editting Kar Le.